Amanat Ali - Paheli Lyrics



Amanat Ali – Paheli Lyrics

Chaar Din Zindagi
Mang kar the challe
Thi Kabhi aarzu
Aur Kabhi the Giley

Reh Gyi Hath Mein
Khaak Yaadon bhari
Murd Ke Dekha Jo
Bus Kammi Hi Kammi


{{{ Kaisi hay Paheli hai yeh
Kaisi Albeli hay
Meri Zingadi Aakeli
Ya Aakhri saheli
Kaisi hay Paheli hai yeh
Kaisi Albeli hay
Meri Zingadi Aakeli ...Yaaa
Allahhhh.. Maoullaaa ..Saiyaannn
Allahhhh.. Maoullaaa ..Saiyaannn }}}

Kabhi Kabhi Aankhon Mein
Banke Naami.. Aaye Najar zindagi
Kabhi de Yeh Dard Toh
Kabhi de Dawa
Kaisi hay Yeh Bawari

Kabhi Haste de Rulaa
Kabhi Rote de Hassa
Kabhi Gum Mein de Mazza...Bawari..
Na Jaane Kitne hi Aarmaan
Le kar challe

{{{ Kaisi hay Paheli hai yeh
Kaisi Albeli hay
Meri Zingadi Aakeli
Ya Aakhri saheli
Kaisi hay Paheli hai yeh
Kaisi Albeli hay
Meri Zingadi Aakeli ...Yaaa
Allahhhh.. Maoullaaa ..Saiyaannn
Allahhhh.. Maoullaaa ..Saiyaannn }}}

Sooni Sooni Rahon pe chalte Rahe
Na Jaane Kis Aas Pe
Kabhi Dabhi aahon Ko Sehte rahe
Mit Jaane ki Pyaas mein

Na Manzil ka Nishaan
Na Raston ka Gumha
Bus Chalna Hai Yahan.. Har Ghardi..
Na Jaane Kis Vaaste Yeh Humko Mili

{{{ Kaisi hay Paheli hai yeh
Kaisi Albeli hay
Meri Zingadi Aakeli
Ya Aakhri saheli.....2x

Allahhhh.. Maoullaaa ..Saiyaannn
Allahhhh.. Maoullaaa ..Saiyaannn }}}



Share this

Related Posts

Previous
Next Post »